Time hamesha badlta rahta hai. jab aapka time achcha hota hai tab harkoi aap se pyar karta hai. Aur jab time bura hota hai tab log apke saath nahi kade hote hai. Kuch yahi baat soot karti hai indian cricketer yovraj shingh par kiyonki ye wahi cricketer hai jisne 2007 main saandaar perform karke india ko 20-20 world cup jitaya tha. Tab sabhi logo ne use khoob sar mathe bithaya. magar aaj jab wo out of form hai tab ye log use team se bahar karne ki baat karte hai. lekin mera manna hai ki yovraj is world cup main saandar perfom karenge aur india ko world cup jitayenge. wo bohat bade player ek baar agar form main aa gaye to unhe rokna muskil hi nahi na mumkin hai.
Saturday, February 19, 2011
I AM WITH YUVRAJ

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment