Maine har jagah khana khaya hai. magar mujhe meri maa ka khana sabse achcha lagta hai. Main hamesha sochta hoon ki wo esa kya karti hai jo mujhe unka banaya gaya khana itna achcha lagta hai. Aur ek baat meri maa mujhe bohat pyar se khana khilati hai. kabhi kabhi main naraj ho jata hoon to wo mujhe manakar bade pyar se khana khilati hai. main hamesha unka khana miss karooga. i love my mom.

No comments:
Post a Comment