Tuesday, February 15, 2011

VESHNO DEVI YATRA

VESHNO DEVI mata ka mandir jammu main katra namak jagah par hai. Hindu dharm main iski bohat manayta hai. Bhakt desh videsh se mata ke darshan karne aate hai. Agra ke kent se station se train jati hai. yanha se mata ka mandir 1200 km. ki doori par hain. train jammu tak jati hai. uske baad bas se katra tak jaya jata hai. bhakt katra main hotel ya dharmshla main rukte hain. Fir mata ke mandir darshan ko jate hai. mata ke darshan ka apna hi aannand hai.

No comments:

Post a Comment